Dua Shehzadi Salgirah Mubarak Ho!
Dua Shehzadi Salgirah Mubarak Ho. Buhat BUhat Mubarak Ho. Aaj Dua ki Salgirah Hai. Is Dharti Pe AikPiyari Si Dua Ki Salgirah hai. Jo Khud...
Chahanay Walon Ki Salgirah
Chahanay Walon Ki Salgirah: Kisi Ko Chori Chori Chahna Kitna Dilkash Aur Pyara Hota Hai. Is Ka Andaza Wohi Kar Sakta Hai Jo Is Khobsorat...
Jaun Elia Love Shayari Tum Jab Aaogi
Jaun Elia Love Shayari Tum Jab Aaogi : Urdu Hindi Love Shari By Jaun Elia Tum Jab Aaogi to khoya Hua Paao Gi mjhey. Jaun Elia Urdu Ke buhat famous Poet hain. Unki Shayari mein Love aur shikwey hein. Shikayatein jo Jaun Elia ko Zindagi se theen. Kamal ki Shayri hai Sahib ki. Nojawano ke dil pe raaj karna to koi in kavi se seekhey. Hum apni is Post main Jaun Elia Ki urdu Shayari, Roman Urdu Lyrics aur Hindi Script mein Poetry de rahey hein. Sath hi Toota Phoota sa English Translation Urdu Lyrics bhi hai.
Pagal aankhon waali Larki Urdu Love Shayari
Ye Urdu Love shayari Pagal aankhon waali larki Famous Urdu shayar Mohsin Naqvi ki likhi hoi Nazm Hai. Mohsin Naqvi Urdu Ke Barey achy Shayar...
Dosti Kya hai? Dost aur Pyaar
Aaj Hum Parhein gay Dosti Kya Hai? Dosti Aik Muqaddas Rishta Hai. Kuch Dost Khush Qismati Se Aisay Bhi Mil Jatay Hain Jo Khoon Ke Rishton Se Bhi Anmol Hotay Hain. Aisay Doston Ki Qader Karna Chahiye. Woh Dost Bana Lalach Ke Hamaray Sath Poori Imandari Se Jurey Huvey Hain. Un Khaas Doston Ke Salgirah Mubaarak Din Par Unko Apni Naik Khwahisaat Ke Paighmaat Bhaijein. Inhen Batayen Ke Woh Aap Ke Liye Kitney Ahem Hain. Hazrat Ali rz Farmatay Thay Ke Yateem Woh Nahi Jis Ke Maa Baap Nahi Blke Woh Hai Jis Ka Koi Dost Nahi .
Gulaabon Ka Mausam Urdu Hindi Poetry
Sad Hindi Urdu Poetry Judai
Yeh Pyaar Bhari Hindi Urdu Shayari Gulaabon Ka Mausam Le Aaya Judaai Aankhon Main “Tum Naraz Bethi ho” Urdu Shairi Kitaab se Li Gayi Hai. Umeed Karta Hun aap ko Ye Love Shayari Pasand Aaayegi.
Usey Kaho Romantic Hindi Urdu Poetry
Usey kaho | dil ko chhoo lene vaalee romaantik urdoo Hindi shaayaree hai jo kitaab “Tum Naraaz Bethee Ho” kee kavita. yah kavita prem aur maasoom ichchhaon se bharee hai. Yah kavi Mansoor Ne dvaara 2007 mein likhi thi. Pyaar mein sabase achchha upahaar sammaan aur apni premika se pyaar hai. Pyaar ka ijahaar karana chaahie. Apane priy ke kaan baar-baar pyaar ko sunana chaahate hain. Yah kavita Usey Kaho premiyon ke lie upahaar ho sakatee hai aur yah premiyon ka geet hai