
Gulaabon Ka Mausam Urdu Hindi Poetry
Yeh Pyaar Bhari Hindi Urdu Shayari Gulaabon Ka Mausam Le Aaya Judaai Aankhon Main “Tum Naraz Bethi ho” Urdu Shairi Kitaab se Li Gayi Hai. Umeed Karta Hun aap ko Ye Love Shayari Pasand Aaayegi.
Gulaabon Ka Mausam Le aaya Judaai Ankhon
Gulabon Ka Mausam Le aaya Judaai Ankhon
Mein Khuabon ne Bhardi hai Tanhaai Ankhon Mein
Teri Baaton Mein Jab Se Bheege hein Janaan
Bas Gya ik Geela Sa Humsaai Ankhon Mein

Lamhey Pukartey Hain Chale Aao K Jahan bhi Ho
Miley Gi Aap ko Aap ki Runumaai Ankhon Mein
Tere Qareeb Aa ker Kisi Ko Pass Na Payaa
Reh Gaya Mudaton se aik Sodaai Ankhon Mein
Naraz LafzOn Ko Kaho Ahton Ka Sath Dein
Ansoun ko Reha kar ke Kardi Safaai Ankhon Mein
English translation of Urdu Poetry:
The season of roses brought separation into the eyes
Dreams are filled with loneliness in the eyes
Ever since we have heard of your words,
Just got a wet neighbor in my eyes
Moments are calling come back wherever you are
You will find your appearance in my eyes
Next to you, I didn’t find any other insane stay in my eyes
for long Say, Angry Words Help the soft sounds
Cleansing eyes by releasing tears

About Post Author
Salgirah Mubarak
More Stories
Jaun Elia Love Shayari Tum Jab Aaogi
Jaun Elia Love Shayari Tum Jab Aaogi : Urdu Hindi Love Shari By Jaun Elia Tum Jab Aaogi to khoya Hua Paao Gi mjhey. Jaun Elia Urdu Ke buhat famous Poet hain. Unki Shayari mein Love aur shikwey hein. Shikayatein jo Jaun Elia ko Zindagi se theen. Kamal ki Shayri hai Sahib ki. Nojawano ke dil pe raaj karna to koi in kavi se seekhey. Hum apni is Post main Jaun Elia Ki urdu Shayari, Roman Urdu Lyrics aur Hindi Script mein Poetry de rahey hein. Sath hi Toota Phoota sa English Translation Urdu Lyrics bhi hai.
Pagal aankhon waali Larki Urdu Love Shayari
Ye Urdu Love shayari Pagal aankhon waali larki Famous Urdu shayar Mohsin Naqvi ki likhi hoi Nazm Hai. Mohsin Naqvi...
Usey Kaho Romantic Hindi Urdu Poetry
Usey kaho | dil ko chhoo lene vaalee romaantik urdoo Hindi shaayaree hai jo kitaab “Tum Naraaz Bethee Ho” kee kavita. yah kavita prem aur maasoom ichchhaon se bharee hai. Yah kavi Mansoor Ne dvaara 2007 mein likhi thi. Pyaar mein sabase achchha upahaar sammaan aur apni premika se pyaar hai. Pyaar ka ijahaar karana chaahie. Apane priy ke kaan baar-baar pyaar ko sunana chaahate hain. Yah kavita Usey Kaho premiyon ke lie upahaar ho sakatee hai aur yah premiyon ka geet hai
Average Rating